Wednesday 14 October 2015

Google+ kya hai, Google+ se paise kaise kamaye hindi me


Hello friends aaj ham google+ par paise kamane ke k baare me janenge ussse pehle hame Janna hoga ki google+ kya hai thik hai
to mai aapko batata hu ye ek social networking site hai facebook Ki tarah lekin ye Google Ki company hai aur is par wahi login kar sakta hai jiske pass gmail ka email account ho ye kuch facebook se milti julti hai ha isme aapko friend requestbhi nahi bhejni hoti aap Kisi KO direct add aur follow kar sakte hai aur unke dawara share Ki gayi posts ko padh aur dekh sakte hai. Haan to ab baat aati hai ki is par paise kaise kamate hai jaha tak mai janta hu ispar direct paise nahi kamaye ja sakte lekin indirectly paise kamaye ja sakte hai aayiye jante hai is baare m Ki aapko karna kya hai iske baare me.

1.Isme mukhye baat hai Ki agar aapke pass website aur blog hai aur agar aapke paas ache followers hai to aap iski help se apni blog aur website k view, viewers aur supne subscribers ki sankhya badha sakte hai jisse aap apne blog aur website se paise jada se jada paise kama sakte hai .

2.ab dusra method hai YouTube Ki apni video ko directly google+ par share karke aap apne video k viewers badha sakte hai. YouTube se is par ek fayada ye bhi hai aap is par apne share kiye Gaye video ka thoda sa part bhi visualize kar sakte hai gif's format me change karke

3. Aur haan aap is par apni khud ki company ke community banakar  ads bhi daal sakte hai jo aapki kafi help karega.
                
Agar aapko kisi prakar ki madad chahiye to comment jarur karen aur haan mujhe Google+ par follow karne ke liye http://Google.com/+swagatraj click karen mai bhi aapko jarur follow karunga.

 Kuch Aur Jankari.......

 website or blog kaise banaye hindi me,

 ebook kya hai, ebook banate kaise hai, ebook kaise aur kaha beche

 India Me Paypal Par Account Kaise Banaye Puri Jaankari Hindi Me

google ka approval nahi milne par apne blog website par ads laga kar paise kaise kamaye

No comments:

Post a Comment