Tuesday 3 November 2015

android mobile smartphone par paise kaise kamaye. hindi me



Hello friends Agar aap soch rahe hai ki mobile par Internet Se Paise nahi kamaya ja sakta ya fir bahut  mushkil hai, to aap galat hai aaj mai aapko aisi application k bare me batane ja rahu jisse ham daily 200- 500 tak kama sakte hai Aaj me aapko apke Android Mobile se paise kamane k bareme bataunga ,aaj kal lagbhag sabke paas android mobile ya koi bhi smartphone hota hai jispar aap WhatsApp, Facebook, or twitter, we chat jaise app chalate hai jo ki bahut jada data lete hai aur hame mahine me 1000 -2000 ka recharge bhi
karwana padta hai jara agar ham mobile par hi utne paise kama le to recharge karwane ki jhanjhat hi khatam ho jayegi . to chaliye jante hai aise kuch upaay…


kya kare..?

apne mobile ke playstore me ja kar mcent , taskbucks, earntalktime , jaise apps search kare aur use install kar le jaise aaj mai aapko mcent ka example de kar batata hun ki apps se paise kaise kama sakte hai.  

 

mCent kya hai or Isse paise kaise milte hai.?



mCent ek  Android Application hai jise ham apne mobile me install karke paise kama sakte hai or un paiso se apne mobile ko recharge kar sakte hai. Isme ham App Install karke or apne dosto se share karke paise kama sakte hai.


  •   Install kare.
  • Ab Application ko open kare.. to ek page aageya usme.. account bana le
  • Ab jo Form aayega usme puri detail bhar de
  • Apni Country Select kare
  • Apna Mobile Number
  • Language select
  • Account ke liye password dale..
  • Sign Up ki button par click kare
  • Ab hamare Pass mCent ki taraf se mobile par SMS me Code aayega jo mobile number aap add kiye hai us par ,use daal de aapka account verify ho jayega
  • Agar SMS nahi aa raha to Re-send code ki button par click kare
  • Ab aapka Account to ban gaya hai.


mCent me bahut tarike se paise kama sakte hai.

  1.  App Install karke
  2. facebook aur whatsapp par Apne Dosto ko Invite karke
  3. Bonus se kamaye


Aaiye saari methods ko dekhte hai ki kaise kya karna hai..


1.Jab aap  application ko open karenge to aapke samne bahut saare apps aayege. Unhe install kar le agr apke mobile me wo app pehle se install hai to aapko uske paise nahi milta isliye mCent Install karne kse phele jitney bhi app list me aa rahe hai unhe uninstall kar isse aapko paise mil sakte hai.ab new page khulega usme App se kaise hamari income hogi uske bare me likha hogta hai

Ab apps ko Install karke Open kare, Fir Thodi der chalane k baad mcent me ja kar aap apna balance check kare aapka balane aa jata hai.



2.dusri method me  aapko apne dosto ko invite karna hota hai or unko install karne ko bole . Jab wo aapki link par click karke apna account banayege or ek app Install karege to aapko use bhi income hoti hai aur commission milta hai aap ise WhatsApp, Facebook, Twitter, SMS jisse chahe click karke apne dost ko message send karde.

3.tisre method me Bonus se Paise milte hai agar aap App ko daily Open karte hai to apko daily bonus bhi milta hai .


  • Ab baari aati hai recharge karne ki
  • Apne Mobile par recharge karne ke liye aapko Recharge ke option me jana hota hai
  • Mobile k Icon par click kare
  • Ab aap jis number par recharge karna chahate hai wo daale
  • Kitne ka recharge karna chahte hai  option me select kar le.
  • Top Up ki button par click kare..


No comments:

Post a Comment