
deso me Microsoft, facebook aur alibaba jaisi companiyo ke CEO bhi pehle student the aur baad me jakar bade entrepreneurs bane. Jadatar entrepreneur kam age ke hi hote hai ..
badhotari bhi hui hai.. Agar Mai aapko iske kuch ache example du to isme flipkart,ola ,olx aur snapdeal jaisi companiyo k CEO k naam pehle number par aate hai jinhone bahut hi kam age me apni khud Ki company kholkar karodo aur arbo ka turnover kiya ... Bahuto ko apni naukri chodni padi ...aur baad me unhe iska bahut fayda bhi Hua....
Aur haan chaliye ab jante hai ek safal entrepreneur kaise bane jii Haan .. Sabse pehli aur sabse mahatwapurn jiz ye hai Ki aapkne apne khud k entrepreneur hone k liye koun se idea ka chunaw kiya hai kyuki agar ham dekhe to aaj Ki jadatar start-ups E-commerce companiesk hai lekin ye koi jaruri baat nahi hai Ki aap e-commerce k idea hi jaruri hai bus isme those samay ka difference hota hai kuch me bahut jada samay lagata hai kuch me bahut kam ye aapke idea par depend Karta hai ....
kuch logo ka manana hai Ki entrepreneur hone k liye IIT , IIM jaise bade college se padha hona jaruri hai ya fir ya fir iske liye aapko bahut saare paiso Ki jarurat hogi ......

Agar aapko Kisi bhi prakar Ki madad ya koi jankari Ki jarurat Ho to comment box me aap jarur bataye ....... aapke liye aisi hi jankari leke aapka dost SWAGAT RAJ MAURYA fir melega ...dhanyawad.
Kuch Aur Jankari.......
Affiliate marketing kya hai ? , affiliate marketing se paise kaise kamaye ? hindi me
Instagram par paise kaise kamaye {hindi me}
android mobile smartphone par paise kaise kamaye. hindi me
Animated video banakar paise kaise kamaye (hindi me)
No comments:
Post a Comment